Chhalak Raha Hai Kya Aankhon Ke Raste,Machal Raha Hai Jiya Aankhon Ke Raste,Beshak Nazrein Khafa Ho Gayi Hamse,Pyar Tumne Kiya Aankhon Ke Raste
Barsat Mein Aalam Kuchh Aur Hota Hai,Bahti Hai Hawa Aankhon Ke Raste,
Zinda Hai Sapne Bezaan AankonMein,Kitna Pyar Kiya Tumne AankhonKe Raste,
Meri Tadap Ka Khayal Bhi Na Raha Unko,Unki Mahak Aayi Mujhko Aankhon Ke Raaste,
Pyar, Wafa, Ishq, Armaan Eh Khuda,
Sabhi Kuchh Seekha Unse Aankhon Ke Raste…
No comments:
Post a Comment