apne pyare aankho main chhupa lo mujhko,.
muhabbat tumse hai chura lo mujhko,.
dhoop ho ya sehra tera sath chalenge hum sada,.
yaqeen na ho toh aazma lo mujhko,.
tere har dukh ko sah lenge hans kar hum,
apne wajood ki chadar bana lo mujhko,.
zindagi bhi tere naam kar di maine,.
bas chand lamhe Sine se laga lo mujhko.
No comments:
Post a Comment